Hello friends Techunid me apka welcome hai.aaj ki is post me ham apko batayenge script kya hoti hai aur script kaise likhe.script ke bare me ham apko is post me puri jankari denge aur ye bhi batayenge ki script kaise likhe.script kya hai ( script kya hoti hai ) iske bare me ham aaj is post me janne wale hai.
Apne bahut baar script ke bare me suna hoga aur agar aap blogging karte hai ya fir kuch develop karna chahte hai to apko ye pata hona bahut jaruri hai ki script kya hoti hai aur script kaise likhe.agar apko ek bar pata chal jaye ki script kya hoti hai aur script kaise likhte hai to aap koi bhi technology program develop kar sakte hai.kyuki kuch bhi develop karne ke liye ye janna bahut jarur hai ki script kya hai aur script kaise likhte hai
Chaliye ab jan lete hai ki script kya hai aur script kaise likhe aur script kis kaam ke liye use ki jati hai vese to apko pata chal gaya hoga ki kuch bhi develop karne ke liye script ki jarurat padti hai.
Script Kya Hoti Hai
Script ek language hoti hai jo ki electronic devices ke liye hoti hai.jaise ki computer ki language.hame android ke liye koi program banana hai ya fir computer me kuch bhi develop karna hai to ham computerr ki bhasha me hi usko bolte hai ki ye develop kardo to vo jo ham likhte hai usko script kehte hai.jaise ki koi parahgraph hota hai.ham computer ki language me jo bhi bhi kuch banate hai jaise ki koi software hai ya fir koi website hai usko script bolte hai.
Ham script likhkar shote shote program banate hai aur unko jodkar ham kuch bada develop karr sakte hai isko script bolte hai.computerr ki bahut languages aa chuki hai jinko likhkar ham usme kuch bhi develop kar sakte hai.chaliye ham apko batate hai script kaise likhe
Script Kaise Likhe
Koi bhi script likhne ke liye apko computer ki language sikhni hogi jaise ki C language hai,Javascript hai,PhP Languahe hai and Html.ye sab computer ki languages hai in me se ham koi bhi ek language seekh karr script likh sakte hai aur kuch bhi new develop kar sakte hai.
To friends is post me hamne jana ki script kya hai aur script kaise likhe.apko ye post kaisi lagi comment karke jarur bataye aur agar apko kuch bhi puchna hai to neeche comment box me comment karke puch sakte hai.
0 Comments