Header Ads Widget

Ticker

6/recent/ticker-posts

APNI SITE GOOGLE ME TOP PAR KAISE LAYE INCREASE TRAFFIC ?

Hello friends Techunid  me apka welcome hai friends aaj ke is topic me ham janenge vo best tips jis se ham apni site ko google me top par la sakte hai.dosto agar hamari site top par hogi to usko traffic bahut acha milega,apni site ko google me top par laane ke liye hame bahut mehnat karni padti hai .dosto agar aap apni site ko top par lana chahte hai to is post ko pura read kare apko ache se pata chal jayega ki site ka rank google me kaise badaye.


Google search engine kya hai?



dosto google ek duniya ka popular search engine hai.sites ko sabse jayada traffic google se hi aata hai.duniya ke 90% log jayadatar google me hi search karte hai isliye hamari site ka google search engine me aana bahut jaruri hai.kyoki tabhi hame traffic mil payega.to friends ab ham ye janenge ki google search me ham apni site top par kaise laye

Google me apni site top par kaise laaye?



Dosto ham ab jante hai ki apni site ko google me lana kitna jaruri hai aap in steps ko follow karke site ka rank badha sakte hai.

1.Google webmaster tool



aap sabse pehle google webmaster tool ka upyog kare kyoki jab ham google webmaster tool me apni site submit karenge tabhi hamari site ko google index karega aur hamari site search engine me ayegi.

2:-Seo



dosto agar hame apni site google search me top par laani hai to hamari site ka seo friendly hona bahut jaruri hai.agar apki site seo friendly nhi hai to vo google search me top par nhi ayegi.isliye apko har ek post seo friendly likhni chahiye seo blog ke liye bahut jaruri hai

3:-Keyword



Dosto hamari website search me ache keyword ke kaarn aati hai agar ham acha keyword likhenge tabhi apki site seo friendly banegi.apko acha keyword likhna chahiye iske liye aap google keyword planner ka use kar sakte hai google keyword planner se apko har ek keyword ki value pta chal jayegi.acha keyword use kare tabhi apki site google me acha rank prapt karegi

4:-Backlinks



Dosto Backlinks seo ka baap hai apko apki site ke backlinks par bhi pura dhayan dena chahiye agar apki site ko backlinks prapt ho jaate hai to apki site bahut jaldi top par aa jayegi backlinks site ke liye bahut important hote hai.aap apne blog ki backlinks par pura dhayan de.is se apki site google me top rank me aa jayegi.

To dosto in 4 triko ka use karke aap apni site ko google me top par la sakte hai.apko ye post kaisi lagi comment karke bataye.agar apko koi problem aaye to bhi comment kar sakte hai.Thanx

Post a Comment

0 Comments