Header Ads Widget

Ticker

6/recent/ticker-posts

ANDROID PHONE KA PATTERN LOCK KAISE KHOLE FULL JANKARI 2018

hello friends techunid  me apka welcome hai.friends aaj ke is topic me ham batane ja rahe hai android mobile ka pattern kaise khole.kayi bar aisa hota hai ki hame apne mobile ka pattern lock bhool jata hai to hame bahut problem ho jati hai.to aise me ham chahte hai ki mobile ko reset kiya jaye.to friends is post me ham yahi batane wale hai ki android mobile ka pattern lock kaise khole.aap pattern hi nhi balki android mobile ka koi bhi lock khol sakte hai.




pattern lock kya hai?



Android pattern lock android ki ek security hai jo ki hamari files ko dusro se shipa kar rakhti hai.lekin kayi baar ham apna pattern lock bhool jaate hai to hame bahut problem hoti hai.friends android lock todna koi jayada mushkil nhi hai aap bahut asaani se android phone ka lock tod sakte hai.android phona ka lock kholne ke liye apko apna phone reset karna hoga chaliye ham jante hai ki android ka pattern lock kaise khole.kaise android ki security tode.kaise khole android ka koi bhi lock.iske bare me ham neeche janenge.


Android Mobile ka pattern lock ya koi aur lock kaise khole?



Friends ham apko step by step batayenge ki android phone ka pattern lock kaise kholte hai.to chaliye friends jante hai ki android mobile ka pattren lock kaise khole

Step1:-



Sabse pehle aap apne android phone ko switch off karde

Step2:-



Uske baad Volume Up button and power button dono ek sath dabaye

Step3:-



uske baad apka phone 15 second me on hoga aur kuch option dikhai degi

Step4:-



Usme aap wipe data/fectory reset ko select kare aap volume + - se tab ko upar neeche kar sakte hai

Step5:-



Uske baad aap power button ki madad se data/fectory reset par click karde

Step6:-



Uske baad aap agle step me yes par click karde

Ab apka android phone reset hone lagega aur apka android pattern khul jayega.friends agar apko koi bhi sabaal puchna ho to neeche comment box me comment karke pooch sakte hai

Post a Comment

0 Comments