Header Ads Widget

Ticker

6/recent/ticker-posts

FREE ME APNI WEBSITE KAISE BANAYE



Hello friends Techunid me apka welcome hai .dosto Aaj ke is post me ham janenge ki Free me apni website kaise banate hai.Dosto Website banana koi badi baat nhi hai aap bahut asani se apni khud ki website bana sakte hai.Dsoto har koi chahta hai ki uski ek khud ki website ho aur aap apni website se achi income bhi kar sakte hai.google hame website banane ki free service deta hai to ham badi asani se apni website bana sakte hai website banane ke liye koi jayada knowladge ki Jarurat nhi hai iske liye apko bas basic jankari honi chahiye.to friends chaliye jante hai ki khud ki website kaise banaye Blogger.com se

Image result for blogger

Blogger Kya hai ?



blogger google ki ek free service hai jiske zariye aap apni khud ki website bana sakte hai.google ki ye service koi bhi use kar sakta hai.blogger par ham apni website banakar achi income bhi kar sakte hai.to chaliye dosto ham jante hai ki blogger se free me website kaise banaye.

Website banane ke liye kya kya chahiye?



1:-Computer

2:-internet connection

Website Kaise Banaye ?



Dosto Ham Step By Step janenge ki Website kaise banaye

Step1:-



sabse pehle www.blogger.com par jaye

Step2:-



Create Blog par click kare

STEP3:-



Apna gmail Id and password daale and sign in par click karde

STEP4:-



Uske Baad Sabse pehle Apni Site ka Title Daale jaise ki meri site ka title hai Best Help World aap kuch bhi daal sakte hai

Step5:-



uske baad Neeche apni site ka Url daale koi bhi apni pasand ka url daale

for example:-www.techunid.blogspot.com

Note:-iske beech me blogspot bhi lagega aap baad me usko hata sakte hai

STEP6:-



Neeche apne blog ki theme choose kare aur uske baad create blog par click karde

Lijiye apki website to ban gayi.ab aap isme achi achi posts likhkar bahut achi income kar sakte hai.To dosto aaj hamne jana ki apni website kaise banate hai.agar apko koi help chahiye to aap neeche comment kar sakte hai.aap is post ko share jrur kare.THANX

Post a Comment

0 Comments