Hello friends Techunid me apka welcome hai.aaj ke is topic me ham janenge ki computer se video call kaise kare.agar aap computer se video call karna chahte hai to aap badi asani se apne computer se video call kar sakte hai.aaj ham janenge ki computer se video call kaise kare.
Is post me ham apko yahi batayenge ki computer se video call kaise kare.ye bahut hi asan hai.computer se video call karna bahut hi asan hai koi mushkil kaam nhi hai.jaise ki ham apne smartphone me kisi bhi phone par video call kar sakte hai vese hi ham apne computer se bhi kahi par bhi video call kar sakte hai.
Vese to computer se video call karne ke bahut tarike hai lekin mai apko jo tarika batane ja raha hu vo bahut hi asan tarika hai.aap uska istemal badi asani se aur kabhi bhi kahi bhi kar sakte hai.bas apke computer par internet chalta hona chahiye.chaliye jante hai computer se video call kaise kare
Computer Se Video Call Karne Ke Liye Kya Kya Chahiye
1.Internet Connection
2.Webcam
Computer Se Video Call Kaise Kare
Ham Apko Step By Step Batate hai ki Computer se video call kaise kareStep1:-
Computer se video call karne ke liye apko ek software ki jarurat padegi
Step2:-
Us Software ka Name hai Skype
Step3:-
Skype software aap filehippo.com se jakar download kar lijiye
Step4:-
Skype download hone ke baad install kare
Step5:-
Install ho jane ke baad skype open kare
Step6:-
Ab vaha par Ragister par click karke skype par apni id bana le
Step7:-
Jab aap apni sari detail dalkar ragister karenge to fir apke email par apko ek mail ayegi verify karne ke liye
Step8:-
Apni email id open kare aur us mail ko open kare aur vaha par verify link par click karke verify karde
Step9:-
Ab vapas skype me jaye aur login par click karde
Step10:-
Apna username aur password dale jo apne banaya hai aur login karde
Step11:-
Ab aap login ho jayenge vaha par aap apne friends ko search karke add kar sakte hai aur apne facebook friends bhi add kar sakte hai aur unko video call kar sakte hai
Step12:-
Agar apko search karne par apka friend nhi milta to aap apne friend se contact karke uski id puch le aur usko add kar le fir aap usko badi asani se video call kar sakte hai
Aap apne sabhi facebook friends ko bhi isme add kar sakte hai aur bahut hi clear video calling aur voice calling kar sakte hai apne computer se.
To is post me hamne jana ki computer se video call kaise kare apko ye post kaisi lagi comment karke jarur bataye aur agar apka koi bhi sabaal hai tech se related to neeche comment box me jarur puchiye apki puri help ki jayegi.
0 Comments