Header Ads Widget

Ticker

6/recent/ticker-posts

APNE ANDROID PHONE KO FAST CHARGING KAISE KARE ?

Hello friends TECHUNID  me apka welcome hai.friends aaj ka hamara topic android phone par hai ki android phone ko fast charging kaise kare.aaj ke bahut sare kaam ham apne android phone par hi karte hai.ham jayadatar whatsapp,facebook, aur iske ilava bhi bahut se kaam ham apne android phone par karte hai to aise me hamare phone ki battery low hone lagti hai aur dhire dhire vo puri low ho jaati hai aur fir complete charging hone me bahut time lagta hai.to friends aaj ham apko is post me android phone ki battery fast charging kaise kare uske bare me batayenge.to chaliye jante hai ki apne android phone ki battery fast charge kaise kare.


Smartphone jaldi charge na hone ke kaaran kya hai?


friends hamara jo smartphone ki jo apps hoti hai vo hamare smartphone ki battery low kar rahi hoti hai.

dosto bhale hi ham apne phone ki sari apps close karde tab bhi vo sari apps phone ki battery low kar rahi hoti hai

isliye jab ham apna mobile phone charge lagate hai tab hamara phone jaldi charge nhi hota kyoki uski aadhi charging apps ko ja rahi hoti hai.aur vaste ho jati hai

To friends neeche mai appko ek aisi trick bataunga jis ke zariye apka phone fast charge hona shuru ho jayega

Android phone ki battery fast charge kaise kare?

Friends android phone ki battery charge karne ki ek simple trick hai vo mai apko batane ja raha hu

dosto aap jab bhi apna phone charging par lagaye to aap apne phone ko switch off karde

Aur fir charging me lagaye

is se apka mobile fast charge hone lagega apki charging vaste nhi jayegi

To friends apko ye post kaisi lagi comment karke jarur bataye.share karna na bhoole friends.agar apko android ya internet se related koi bhi problem ho to aap neeche comment karke puch sakte hai.

Post a Comment

0 Comments