Hello friends Techunid me apka welcome hai.is topic me ham apko batayenge printer se scan kaise kare.printer se koi bhi document scan kaise kare iske bare me ham apko is post me puri jankari denge aurr step by step batayenge ki prrinter se scan kaise kare.
Kayi bar jab ham new prrinter lete hai ya fir ham kahi aisi jagah par jaate hai jaha hame koi document scan karna padta hai to aise me agar hame nhi pta ki printer se scan kaise kare to bahut mushkil ho jati hai.isliye hamne aaj ke topic me yahi bataya hai ki printer se scan kaise kare.ye bahut asan hai ham apko bahut hi asan tarika batayenge jisse aap badi hi asani se kisi bhi printer se koi bhi document scan kar sakte hai.
Aap is post ko end tak read kare aap badi asani se sikh jayenge ki printer se scan kaise karte hai.chaliye step by step jante hai ki printer se scan kaise kare

Printer Se Scan Kaise Kare
Step1:-
Sabse pehle printer ko computer ke sath attach karde
Step2:-
Uske baad printer ke scanner me vo document rakhe jisko apne scan karna hai
Step3:-
Ab computer me start par click kare ya fir keyboard me window wale button par click karde
Step4:-
Ab vaha apko ek search box dikhega usme type kare Scanner
Step5:-
ab vaha apko View scanner and camera ka option milega uspar click karde
Step6:-
Ab vaha scan profile par click karde aur apka document scan hona shuru ho jayega
To is post me hamne jana ki printer se scan kaise kare.agar apko post achi lagi to comment karke jarur bataye aur agar apka koi bhi sabaal ho to neeche comment box me comment karke puch sakte hai.
1 Comments
School ma computer sy
ReplyDeletefees voucher nikalny ka trika bta den please