Header Ads Widget

Ticker

6/recent/ticker-posts

MOBILE SE WIFI PASSWORD KAISE CHANGE KARE

Hello friends Techunid me apka welcome hai.aaj ke is topic me ham apko batayenge mobile se wifi password kaise change kare.ji ha aap bilkul mobile se wifi ka password change kar sakte hai.is post me ham apko mobile se password change karne ki puri jankari denge ki mobile se wifi password kaise change kare.

Image result for wifi


Kayi baar aisa hota hai ki ham kisi ko apna password bata dete hai ya fir agar bahut logo ko hamare wifi ka passoword pata chal jata hai to aise me ham chahte hai ki ham apne wifi ka password change ki kar le to aap badi asani se apne mobile se hi apne wifi ka password change kar sakte hai ye bahut hi asan hai.

Agar aap apne wifi ka password change karna chahte hai to hamarre neeche diye gaye steps follow kare hamne step by step bataya hai ki mobile se wifi ka password kaise change kare.

Mobile Se Wifi Password Kaise change kare

Chaliye step by step jante hai ki mobile se wifi ka password kaise change kare

Step1:-

Sabse pehle apne mobile ko wifi se connect karle

Step2:-

Ab apne mobile ka browser open kare

Step3:-

Upar address baar me apne wifi router ka ip address daale jayadatar sabka same yahi ip hota hai 192.168.0.1 ya 192.168.1.1

Step4:-

Ye ip dalkar search par click kare

Step5:-

Uske baad apse user name and password pucha jayega

Step6:-

Dono me admin likhde aur login par click karde

Step7:-

Ab aap apne wifi ki setting me pahunch jayenge

Step8:-

Vaha par wireless par click kare

Step9:-

Uske baad wireless security par click karde

Step10:-

Ab apke samne apke wifi ka password dikhega apko vaha par vo password hata kar new password dalna hai

Step11:-

New password dalkar neeche save par click karde

Lijiye apke wifi ka password change ho jayega.aap jo bhi password rakhna chahe rakh sakte hai aur aap isko kabhi bhi change kar sakte hai.

To kaisi lagi apko hamari ye post.is post me hamne jana ki mobile se wifi password kaise change kare.agar apka koi bhi sabaal hai to neeche comment box me comment karke puch sakte hai.

Post a Comment

1 Comments