Hello doston ye article un logon ke liye bahut accha hai jo english ko hindi me translate karna chahte hai waise jyadatar log english ko hindi me translate kar lete hai lekin kuch logon ko abhi bhi nahi aata hai.
Jin logon se english ko hindi me translate karna nahi aata wo bahut aasani se is article ki help se english ko hindi me translate kar sakte hai.
Is tips me hum kisi bhi apps ka use nahi karenge sirf google ki help se hi english ko hindi me translate karenge.
To chaliye shuru karte hai--
English Ko Hindi Me Translate Kaise Kare Bina Apps Ke
- Sabse pahle aapko is link se translate.google.com ko open kar lena hai.
- Phir yahan image ke according red box ke andar wo copy karke paste kare ya likhe jo aapko hindi me translate karni hai aur yahan step 2 me english par click kar de.
- Paste karte hi ya likhte hi engish ke saare sentences hindi me translate ho jaaynge.
Toh doston isi tarha aap bina kisi apps ke sirf google ki help se english ko hindi me translate kar sakte ho doston agar post me kuch samajh na aaye to comment karke pooch sakte hai agar aapke mann me koi sawal hai to pooch sakte hai.
1 Comments
Maine gulak me rupe dale
ReplyDelete